Recents in Beach

Kabhi Percham Mein Lipte Hain Lyrics|Atif Aslam|Patriotic Song|Army song


Kabhi Percham Mein Lipte Hain Lyrics

KabhiPerchamMein,LipteHain,Lyrics,AtifAslam,PatrioticSong,Armysong


Woh bacha jo qabar ke andar apni murda haamla maa ke pait mein barson kheltaa raha. .. islami tareekh ka dil dehla dainay wala waqea


Subhan Allah . .. Hazrat syedna Zaid bin aslam razi Allah taala anho farmatay hain ke mere waalid ny bataya ke aik martaba hazrat Umar bin khitaab razi Allah taala anho logo n ke darmain jalva farma they. ke achanak hamaray qareeb se 1 shakhs guzra jis ny apne bachay ko kaandhon par bitha rakha tha. hazrat Umar bin khitaab razi Allah taala anho ny jab un baap betay ko dekha to farmaya .

"‏jitni mushabihat un dono mein payi jarahi hai mein naay aaj taq aisi mushabihat aur kisi mein nahi dekhi. "ye sun kar is shakhs naay arz ki : ”ae ameer ul momineen razi Allah taala anho! mere is bachay ka waqea bohat ajeeb o ghrib hai, is ki maa ke faut honay ke baad is ki wiladat hui hai. 
"yeh sun kar aap razi Allah taala anho naay farmaya : " poora waqea bayan karo. ” woh shakhs arz  karne laga :"ae ameer ul momineen razi Allah taala anho! mein jehaad ke liye jaaane laga to is ki walida haamla thi, mein ney jatay waqt dua ki : ”ae Allah azzawajal! meri zoja ke pait mein jo hamal hai mein ussay tairay hawalay karta hon, tohi is ki hifazat farmana.
 "ye dua kar ke mein jehaad ke liye rawana howa jab jehaad se wapas aaya to mujhe bataya gaya ke meri zoja ka intqaal hogaya hai, mujhe bohat afsos howa. aik raat mein ney apne chacha zat bhai se kaha : ”mjhe meri biwi ki qabar par le chalo. "chunacha hum jannat albqia mein puhanche aur is ney meri biwi ki qabar ki nishandahi ki. jab hum wahan puhanche to dekha  ke qabar se roshni ki kiranen bahar aa rahi hain. mein ney apne chcha zat bhai se kaha : ' yeh roshni kaisi hai ?

"is ny jawab diya : ”as qabar se har raat isi tar h roshni zahir hoti hai. nah janay is mein kya raaz hai ?' ' jab mein ny yeh suna to iradah kya ke mein zaroor is qabar ko khoud kar daikhon ga." chunancha mein ny phaora mngwaya abhi qabar khoud ny ka iradah hi kya tha ke qabar khud bakhud khil gayi. jab mein ny is mein jhanka to Allah azzwajal ki qudrat ka karishma nazar aaya ke yeh mera bacha apni maa ki goad mein betha khail raha thajb mein qabar mein utar a to kisi nida dainay walay naay nida di :
"to naay jo amanat Allah azzwajal ke pa seen rakhi thi woh tujey wapas ki jati hai, ja! apne bachay ko le ja, agar too is ki maa ko bhi Allah azzwajal ke supurd kar jata to usay bhi sahih o salamat paata.

"pas mein naay apne bachay ko uthaya aur qabar se bahar nikala jaisay hi mein qabar se bahar nikla qabar pehlay ki terhan dobarah band ho gayi. .. ( sahabi rasool sale Allah taala aleh wa-alehe Wasalam o razi Allah taala anho ny apna beta Allah azzwajal ke supurd kya to Allah  azzwajal ny usay qabar mein bhi zindah rakha. 
surah yaseen ki aik aayat ka kamaal shohar biwi ki mohabbat mein deewana biwi ko jee jee karkay bulaye ga. shohar ki mohabbat haasil karne le liye sourat yaseen ki aik aayat ka bohat kamaal ka amal bitanay jarahay hain .
Agar shohar amal karle to biwi is ki tabay hogi. aur agar biwi yeh amal karle to shohar is ka tabay hoga bohat hi aassan sa wazifa hai agar aap aik dosray ki mohabbat haasil karna chahtay hain. to aaj hi yeh amal karen nateeja dekh kar aap hamein duaoo mein ‫adr rakhen ge. wazifa karne ka tareeqa surah yaseen ke har Mubin : 

 KabhiPerchamMein,LipteHain,Lyrics,AtifAslam,PatrioticSong,Armysong


Kabhi Percham Mein Lipte Hain Lyrics


Hil jaati hai har dastakh par
Maa ko lagta hai main aaya
Koi pyaara hai mujhe aap se bhi
Main baba se yeh keh aaya

Ghar bhar hai mera bhi peche
Par agge bhi ghar mera hai
Main jee loon ga andheron mein
Par mere bad saveera hai

Iss ghar ki saari khushiyon ko
Ikk bar na ghabrane de ge
Ikk soch buri bhi sarhad se
Iss par nahi aane de ge

Kabhi parcham mein lepte hai
Kabhi hum ghazi hote hai
Joo ho jaati hai maa razi
Toh bete raazi hote hai (2x)

Kiya dar kiya wehan kiya khof use
Jis pushat pe lakh duaaye ho
Ho jin ke laho mein behti waafa
Phir samne lakh balaye ho

Jate jate bhi mehfil se
Rukh gulshan ka mehkate hai
Sabit qadmon pe jo apne
Woh sach sabit ho jaate hai

Ayye ho jidhar se bhi dushman
Hum taiz hawa uddh jaaye gy
Yeh zulmat ke badal sunle
Aayi wapis mod jaaye ge

Kabhi parcham mein lepte hai
Kabhi hum ghazi hote hai
Joo ho jaati hai maa razi
Toh bete raazi hote hai (2x)

Wapis maa ki aghosh mein hai
Alhamad kahaa our ro di maa
Maa ke ek shukar ke anson se
Sadiyon takk gham na ho ge yaha

Dil jinke bade ho hasti se
Yeh bete hai un maon ke
Khud dhoop guzar ke chor gaaye
Yeh raste saare chao ke

Ek zara bhi ae pak zameen
Tera na uthane hum de ge
Yeh zulmat ke badal sunle
Khali wapis mod jaaye ge

Kabhi parcham mein lepte hai
Kabhi hum ghazi hote hai
Joo ho jaati hai maa razi
Toh bete raazi hote hai (2x)

حسبناحَسبُنَا اللہ وَنعم الوَکِیل نعم المَولیٰ وَنعم النَصَیرُ

450  baar parhna hai saat din yeh wazifa karna hai aur amal ke awwal o aakhir teen baar darood  shareef laazmi parhna hai. agar aap surah Quresh aik dafaa parheen ge to agar khane  ke andar zehar bhi  mila hoga to waba asar nahi kere ga. khana food poison nahi banay ga aur wo  khana bemari nahi banay ga, sahet banay ga. 

woh khana usay gunaaho ki taraf mael nahi kere ga. neki ka zarya banay ga aur jo doosri dafaa surah Quresh parhay ga Allah pak jal shana is ko aisa dastarkhawan sada deta rahay ga, behtareen, achay se achaa ataa farmatay rahen ge zahir hai rozi sukhi hogi to dastarkhawan achaa hoga aur jo teesri martaba surah Quresh parhay ga Allah is ki saat naslon ko bhi lajawab lajawab khanay dastarkhawan rizaq dete rahen ge. aap bhi aaj se hi yeh padhan zindagi mein tabdeeli aap khud mehsoos karen ge .

Post a Comment

0 Comments